Kya mai insaan nahi

Tum prem ho mera Bhul jau , chhod jau Ye itna aasan to nhi. Thik h khaamiya mujhme, par kya mai insaan nhi Pyar h tumse ki jaan bhi waar du . Jaanta hu  tumhare maapdando pr mai khada nahi. Par iska matlb ye nahi ki hume aapse prem nahi.  Thik h khaamiya mujhme, pr…

Tum prem ho mera

Bhul jau , chhod jau

Ye itna aasan to nhi.

Thik h khaamiya mujhme, par kya mai insaan nhi

Pyar h tumse ki jaan bhi waar du .

Jaanta hu  tumhare maapdando pr mai khada nahi.

Par iska matlb ye nahi ki hume aapse prem nahi. 

Thik h khaamiya mujhme, pr kya mai insaan nahi.


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *