Tum prem ho mera
Bhul jau , chhod jau
Ye itna aasan to nhi.
Thik h khaamiya mujhme, par kya mai insaan nhi
Pyar h tumse ki jaan bhi waar du .
Jaanta hu tumhare maapdando pr mai khada nahi.
Par iska matlb ye nahi ki hume aapse prem nahi.
Thik h khaamiya mujhme, pr kya mai insaan nahi.

Leave a Reply